Doston, is parv mein phailey he saarey rang hain,
Pichkari ke sang khelo Holi, ya ley aao gubarey,
Choti Choti baatein hai, choti choti khushiya,
Na bura socho kisika, na rakho kisi se irshya
Karo kuch aisa, ki lage rang laai hai shiksha…….
RANGO KI HOLI !!!
Dil ne ek baar aur humaara kehna maana hai,
Is holi pe phir use rangne jaana hai.
Har saal khareede hain rang, kari hai tayaari,
Is baar to khelenaa humaare saath, dekhnaa raah humaari.
Shahar mein sabse pooch rahe hain , rang-e-mohabbat kahaan milega
Raat ko khuda ne bataaya ki abhi aur imtehaanon se guzarnaa padega
Neela, hara , peela , gulaabi yeh sab to ek bahaana hai,
Holi ka ho din ya kuch aur hume to tumse milne aana hai
Is Holi pe use rangne jaana hai,
Is Holi pe use rangne jaana hai…!!!!
H A P P Y H O L I
rEgArDs:::::S H A S H I